Blogger news

Jashan Manao Lyrics

Jashan Manao Lyrics | Jaago Music | New Hindi Christmas Song

Jashan Manao Lyrics is a beautiful New Hindi Christmas Song by Jaago Music. Praise and Worship the Lord with this Jesus Song.

Jashan Manao Lyrics


Jashn manao (2)
Aaj Yeshu mein Jashn manao

Jag ka Masiha aaya hai
Jannat ko saath laaya hai (2)
Aao milkar uski jaijaikar karein
Yeshu mein hum Jashn manayenge

Charni mein paida hua Rajkumar
Duniya ka karne aaya udhdhaar(2)
Aao milkar uski jaijaikar karein
Yeshu mein hum Jashn manayenge

Dooton ke sang mil gayein
Stuti geet ab bhajte jaayein(2)
Aao milkar uski jaijaikar karein
Yeshu mein hum Jashn manayenge

Oh oh oh la la la



No comments:

Home Ads

Powered by Blogger.